Hindi, asked by shreyansraj8339, 1 year ago

श्रीकृष्ण-सुदामा के मिलन का वर्णन अपने शब्दों में कीजिए।

Answers

Answered by Rouhanikumari
7

Answer:

Sudama Apne Aaradhya ko bahut Samay ke bad milane ja rahe the Kusumini ke Kahane per Jab Sudama Dwarka pahunche to Unse se ek Sevak ne poochha ki aap Kaun Hain aapko kisse milna hai Sudama Ne jawab Diya Ki Main Sudama hun main Dwarkadhish se milane aaya hun Jab Sevak Ne Ye Baat Krishna ko bataiye Tu Wada Kar Sudama ke pass Aaye Aur usse Gale Lag Gaye aur Krishna Ne Unka Swagat Kiya aur FIR unhen Apne sinhasan per Baitha kar unke Paon aur bhojan bhi karvaya Sudama ka ek Chhota Sa Ghar Tha Jo ki Tuta futa tha aur vah bahut Garib the Shri Krishna Krishna poochha ki tum mere liye kya Lai Ho Sudama Ne to bus ek chawal ki potli le kar Aaye unhone Ne yah Nahin bataya Krishna ko pata chal gaya aur vah potli Unse mangne Lage unhone Sudama se potli le liya aur vah chawal ko khane Lage Shri Krishna Ne Sudama se poochha Tumhen Koi pareshani To Nahin Sudama to bramhan the vah Ek Bhakt the Shri Krishna ke unhone Ne Krishna ko Kuchh Nahin bataya Krishna Ko Sab Kuchh Pata Tha unhone bola ki tum Ghar jao Jab vah ghar ja rahe the to unke Ghar Ke Badle vahan per Ek alishan Mahal tha yah Dekhkar vah ashcharyachakit Rah Gaya unhone Socha Ki Main To Kuchh unhen bataya Nahin phir Main Kaise pata ..

Similar questions