शारीरिक शिक्षा चारित्रिक विकास में किस प्रकार सहायक है?
Answers
Answer:
Sharir Madhyam Kalu Dharma sadhanam- Sharir samast Dharm ka sadhan hai. Hamari Gyan Shakti ichcha Shakti ki abhivyakti ka Madhyam Hamara Sharir hai.Swasth Kaya Mein Swasth Manu Nivas karta hai. Jivan ke Sukh Ke Liye Swasth man avashyak hai. is Swasth Man ke liye Swasth Sharir ka hona avashyak hai. Sharir ke Swasthya ke liye sharirik Shiksha ka mahatva Sabhi ne swikar kiya hai. yah ukti prasiddh Hai Ki bahubal se Rakshit rashtra hi Shastra ka Chintan kar sakta hai. sharirik Prashikshan se samuhit aur prashasan aivam vyavasthit Karya karne ki abhutpurv Shamita utpann hoti hai. usse Swasth Samaj ka Nirman Hota Hai. isliye sharirik Shiksha vyakti Samaj rashtra aivam Vishva Ke Kalyan ka Marg prashast karti hai
I hope you will like this if you like this answer please mark me as brain list and follow me thank you
शारीरिक शिक्षा बच्चों के चारित्रिक विकास में अत्यंत सहायक है,
क्योंकि शारीरिक शिक्षा से स्वास्थ्य उत्तम होता है, शारीरिक कार्य-कुशलता बढ़ती है और प्रसन्नता का आभास होता है। यह सारे गुण चरित्र के विकास में मदद करते हैं। शारीरिक शिक्षा से बच्चों की बुद्धि प्रखर होती है। उनके चंचल मन को स्थिरता मिलती है और उन्हें एक खुशी का एहसास होता है।
उनका स्वास्थ्य उत्तम होता है, इससे उनका तन-मन प्रफुल्लित होता है और स्वस्थ तन-मन होने के कारण बच्चों में सीखने की प्रवृत्ति विकसित होती है। वे नई नई बातों को जल्दी सीखता है जिससे उनको अन्य विषयों की शिक्षा प्राप्त करने में भी मदद मिलती है। यह सारे गुण विकसित होने से वह भविष्य प्रबुद्ध और जिम्मेदार नागरिक बनने की ओर कदम बढ़ाते हैं।