Hindi, asked by SrishtiMotwani9356, 11 months ago

Shaaririk vikas mein khel kud aur vyayaam ka mahatwa essay on 500 words...

Answers

Answered by drpramodsaini45
0

Explanation:

Vidyarthi Jivan Mein khelon ka Bada mahatva Hai pustakon Mein ulajh Kar kaam Aata Vidyarthi Jab Khel ke maidan Mein jata hai to uski Khabar turant gayab ho Jaati Hai Vidyarthi Apne Mein Sasti aur Taj Anubhav Karta Hai Manav Jivan Mein safalta ke liye mansik sharirik Aur atmik shaktiyon Ke Vikas se Jivan sampurn banta hai Khel to Prakar ke hote hain Ek jo ghar mein baithkar kiya Ja sakta hai tatha kam Manoranjan Jyada hota hai Jaise Shatranj 10 carrom board ityadi dusre Prakar Ke Khel Maidan Mein Khele Jaate Hain Jaise cricket football volleyball basketball comedy Aadi in film ke sath bhi hota hai Swasth prasann just aur chutkula Rahane ke liye sharirik Shakti ka Vikas jaruri hai is per hi mansik tatha atmak Vikas Sambhav Hai Sharir ka Vikas khelkud per nirbhar Karta Hai Sara Din kam karne aur Khel ke maidan ka darshan karne se hosiyar Vidyarthi Bhavan Jaate Hain yadi Ham Sara Karya Karte Hain To Sharir Mein ghabrahat chidchidapan Dr sristy Chha Jaati Hai Jara Khel ke maidan Mein jaaiye fir dekhiae ghabrahat chidchidapan Kaise Dur bhagate Hain Sharir Halka Halka aur Sa Hasi ban jata hai man mein aur Adhik Karya Karne Ki Lagan Paida Hoti Hai Ke dwara miljul kar kam karne ki Bhavna Paida Hoti Hai Sahyog Se Sab Kaam karte hain yah Sahyog ki Bhavna unke Bhavi Jivan Mein Kaam Aati Hai khelo dwara Ek dusre se Aage badhane ki Bhavna jagrit Hoti Hai is Prakar Vidyarthi Jivan ke har Kshetra Mein Aage badhane ki HOD Mein Lage rahte hain Pariksha pass karte samay bhi Hua Bhavna se Pratham Aate Hain tatha Use Din hote hain khelon ka sabse bada mahatva to yah hai ki khiladi mein Khel ki Bhavna Paida Hoti Hai vah Har Jeet Ki Khushi Khushi Harjit ko Khushi Khushi swikar Karta Hai khelon Se Hamare Man Ko atmavishwas ki Bhavna Bharti Hain aata hai Shiksha ke sath sath Ke Log Kabhi badhava Diya Jana chahie pahle Ke Log Kahate the ki padhoge likhoge banoge Nawab kheloge kudoge banoge kharab hai lekin ab Aisa Nahin Hai khelon Mein Bhag Lene se Vidyarthi Kalo ke maidan mein se Anek Shiksha grahan Karta Hai Khel Sangharsh dwara Vijay prapt karne ki Bhavna Paida karte hain Khel hastey hastey n Ek Din Aayo per Vijay prapt karna Sikha Dete Hain Khel ke maidan mein kitne se vidyarthiyon mein anushasan Rahane ki Bhavna Paida Hoti Hai Sahyog karne se tatha bharatri ki Aadat Ban Jaati Hai Kale kauve se Vidyarthi mitron Mehta se Karya karne ki pravritti Paida hoti hai aajkal Vidyalay Mein khelkud Ko prathmikta Nahin Di jaati Keval Vahi Vidyarthi Khel ke maidan Mein Rehte Hain Jo ki team ke sadasya hote hain Shesh Vidyarthi Kisi bhi Khel Mein Bhag Nahin Le Patte pratyek Vidyalay Mein Aise khelon ka band Hona chahie jismein pratyek Vidyarthi Bhag Lekar Apna Sar ji tatha mansik Vikas kar sake

Similar questions