Hindi, asked by shindeatharv061, 7 months ago

शब्दों के आधार पर कहानी लिखिए :
थैली, जल, तस्वीर, अंगूठी
१​

Answers

Answered by JianiDash
3

Answer:

Ek aurat thi jiska naam tha puja. Wo bahut gareeb thi. Uske do bache the. Unke gareebi ke liye unhe jo milta wo kha lete. Kabhi kabhi unhe bhuke pet sona padta tha. Ek din wo har roz ki tarah kaam karne jaate samay usne socha ki ek theli lekar jayegi. Use us din pagar milne wali thi. To usne socha ki wo aaj khane ke liye machliya kharidkar layegi. Wo macchi ke dukaan par gayi lekin usne paya ki uska daam uske pagar ke barabar hai. Dukhi hokar wo nadi ke pass gayi. Thoda jal piya aur jal mein jo uski tasveer aa rahi thi use dekhne lagi. Bhagwan use dekhkar bahut dukhi hue aur uski madad karna chate the. kyonki uska hridaya bhi bahut saaf tha. To bhagwan ne ek sone ki anguthi ko usi nadi mein bahakar puja ke pass bhej diya. Puja dekh kar aschrya chakit ho gayi. Use Bishwas nahi hua.

Similar questions