शब्दों के आधार पर कहानी लिखो:
ग्रंथालय, स्वप्न, पहेली, काँच
Answers
Answered by
9
Answer:
- ek gaon mein Ramesh Naam ka ek ladka apni maa ke sath rahata tha use kitaben bahut pasand thi uska Swapna tha ki vah ek apna granthalaya kholeek din jab Ramesh so raha tha tab use ek Swapn aaya usne dekha ki usne ek granthalaya khola hai aur vah bahut khush hai tabhi ek pari aati hai aur Ramesh se kahati hai ki main hi tumhare liye yah granthalaya khola hai aur agar tum meri Paheli ka sahi jawab doge to main granthalaya Rahane dungi aur agar tumne galat jawab Diya to main yah granthalaya gayab kar dungi pari ek Paheli puchti hai aur Ramesh uska jawab galti se galat de deta hai aur pura granthalaya gayab ho jata hai Ramesh bahut rota hai tabhi maa ke hath se galti se kanch ki vastu Tut jaati hai aur Ramesh ki aankh khul jati hai
Similar questions
Business Studies,
4 months ago
Political Science,
4 months ago
English,
9 months ago
Math,
9 months ago
History,
1 year ago