shabad or pad mein 5 antar
Answers
Answered by
17
एक शब्द का जब तक वाक्य में प्रयोग नहीं किया जाता है, तब तक वह स्वतंत्र होता है। उसका यही स्वतंत्र स्वरुप शब्द कहलाता है। जब हम इसी शब्द को वाक्य में प्रयोग करके लिखते हैं, तब यह वाक्य का एक भाग बन जाता है और व्याकरणिक नियमों से बंध जाता है। यह शब्द 'पद' कहलाता है।
Answered by
9
Ek ya ek se jada varno k sarthak samooh ko shabd khte h.jab shabd ka prayog vakya me kiya jata h to vh vyakaran k niymo se bandh jata h aur pad khlata h.
Shabd bhasha ki savtantra ikai h.pad savtantra rachna nhi h
Shabd me koi parivartan nhi ho skta.pad vakya ki aavshakta k anosar badal skta h
Shabd ka udharan. ..ram,ravan,mara
Pad ka udharan. ..ram ne ravan ko mara
Shabd bhasha ki savtantra ikai h.pad savtantra rachna nhi h
Shabd me koi parivartan nhi ho skta.pad vakya ki aavshakta k anosar badal skta h
Shabd ka udharan. ..ram,ravan,mara
Pad ka udharan. ..ram ne ravan ko mara
Similar questions