Hindi, asked by fi8540027541, 1 year ago

Shabd aur pad ke udharan sahit Antar spasht kijiye

Answers

Answered by Yashwant317201
11
Shabd- varno ke samooh ko shabd kehte hai
Eg- Ram- R+AA+M+A
Pad- Jab shabd ka prayog sentence me ho to vo pad kehlata hai
Eg- Ram ek lada hai
Answered by riya2234
8
Shabad:-varno k sarthak samuh ko shabad kehte hai.
eg:-ram, ravan, mara,etc.
pad:-Jab shabdo ka vakyo mien prayog hota h toh veh pad kehlate h.
eg:-Ram ne ravan ko Mara...
hope it helps....
thanks
Similar questions