Hindi, asked by diyu4861, 1 year ago

Shabd or pad me antar. Explain whole topic

Answers

Answered by DevanshiAgnihotri
0

Shabd- do ya do se adhik varno ka vyavasthit samuh jiska sarthak arth ho use shabd kahte hai.

udaharan- v+i+d+y+a+l+a+y+a=vidyalaya

Pad- Shabd jab vyakaran ke niyamo me bandh kar vakya me prayukt hota hai to use pad kahte hain.

udaharan= apurva sundar ladki hai.

apurva-sangya pad

sundar=visheshan pad

ladki-sangya pad

hai- kriya pad

Similar questions