Hindi, asked by nerdyguyrocks2002, 1 year ago

Shalab ko deepak ke lou par kyo jal nahi pata hai?
Hindi course B - madhur madhur mere deepak jal

Answers

Answered by himanimehta562
2
Kavyitri ko sansar ke praaniyo mein prabhu bhakti ka abhaav prateet hota hai| iss bhaav ko vyant karne ke liye Kavyitri ne in prateekon ka sahara liya hai | unke liye aakash sansar ka prateek hai aur taare bhakti ka bhaav | isliye sansar ko bhakti shunya batane ke liye aakash ke taaron ko snaheen kaha hai

nerdyguyrocks2002: Thank u
Answered by ridhya77677
1
शलभ अर्थात पतंगा दीपक की लौ में नही जल पता है और सिर धुनकर अपना क्षोभ व्यक्त करता है। वह उसकी लौ पर मार मिटना चाहता है जब उससे यह मौका छूट जाता है तब वह पछताता है। यही दसा संसार के उन प्राणियों की होती है जो स्वयं को परमात्मा में विलीन नही कर पाते । भक्त को परमात्मा के ज्ञान की लौ पर सर्वस्व बलिदान कर देना चाहिए।

ridhya77677: धन्यवाद
nerdyguyrocks2002: Thank u
ridhya77677: वेलकम
nerdyguyrocks2002: Aap hindi me hi type karte he hamesha? XD
ridhya77677: no
ridhya77677: hindi ka answer dena ho tab only
Similar questions