Sociology, asked by ammanhalai36200, 9 months ago

shayri on child labour​

Answers

Answered by Anonymous
6

Answer:

kandhe per usko basta uthana achcha lagta hai,

hath mein Uske kalam ka aana achcha lagta hai,

han... usko bhi school Jana achcha lagta hai,

padhna likhna sapne dekhna achha lagta hai,

khelna kudna naam kamana achcha lagta hai,

kyu chin rahe ho inke bachpan Ka nur,

kyon banaa rahe ho unko bal majdur,

kya nanhe nanhe hatho ko dukh pahuchana Acha Lagta hai,

bada Kar diya mazduri ne inhe wakt se pahle,

Varna Kisi ko sar per bojh uthana achcha lagta hai.....

this is my one of the favourite shayri

hope this helps u

mark me as brainlist

Similar questions