ship seas me dubte kyu Nahi hy explain in Hindi
Answers
Answered by
2
aisa isliye hota hai kyunki bhale hi ship iron ki bane hoti hai par uska area zyada hota h.
zyada area matlab ship zyada pani displace karti hai
aur dusra reason yeh hai ki ship bhale hi iron ki hoti h par andar se usme space hoti h matlab vo andar se usme iron ke packed molecules nahi hote h toh uska andar ka area pani par utna daawab nahi banata hai .

vikram991:
are the properties of alloy the same as that of its components
Answered by
0
aisa isliye hota hai kyunki bhale hi ship iron ki bane hoti hai par uska area zyada hota h.
zyada area matlab ship zyada pani displace karti hai
aur dusra reason yeh hai ki ship bhale hi iron ki hoti h par andar se usme space hoti h matlab vo andar se usme iron ke packed molecules nahi hote h toh uska andar ka area pani par utna daawab nahi banata hai .
Similar questions