Hindi, asked by Vishesh123123, 1 year ago

Shiv mangal singh suman ki kavita 'Mitti ki Mahima' Naresh mehta ki kavita 'Mrittika ' sarveshvar dual ki 'Dhul' shirshak se likhi kavitayan padhkar man mein uthe vichaar apne shabdon mein likhen. 1st question

Attachments:

Answers

Answered by Anonymous
7
'Mitti ki mahima', 'Mrittika', 'Dhul'
Ye sab ko padhne ke baad mere mann mein vichar aae ki mitti hamare jivan mein bahot mahatvpurna hai aur hume apni desh ki mitti ka samman karna chahiye.

Desh ki mitti ko hume sir se lagana chahiye aur usse koi gandi cheez nahi samajhni chahiye.
Mitti se hi humari sundarta hai.

HOPE IT HELPS YOU...

Vishesh123123: huehue
Answered by aryan0183
4

'मिट्टी की महिमा', 'मृत्तिका', 'धूल' ये सब को पड़ने के बाद मेरे मन विचार आए की मिट्टी हमारे जीवन में बहुत महत्पूर्ण है और हमे अपने देश की मिट्टी को सम्मान करना चाहिए ।

देश की मिट्टी को हमे सर से लगाना चाहिए और उसे कोई गंदगी चीज नही समझना चाहिए।

मिट्टी से ही हमारे सुंदरता है।

Similar questions