Short Essay on 'Camfgvfdhgfghjgjel' in Hindi | 'Oont' par Nibandh (100 Words)
Answers
Answered by
2
'oont' ek vishal janvaar hota hai. iske ek bada ubar hota hai. uske per bahoot lambe hote hai. iski garban lambi hoti hai. iski pet me ek badi si thaili hoti hai. oont ko 'registhan ka jahaj' bi kaha jata hai. oont ek bahoot upayogi janvar hoti hai. yah bahoot vaphadar hoota hai evam apne dhairy ke liye prasid hai. yeh registhan me aasani se chal evam dhoud sakta hai. yah apne sharir me ubbar me adik matra me pani ektra kar sakte hai. jis karan yeh kaaphi din tak bagaur pani ke rah sakta hai. yah gadi keench evam boja utane ke kam aata hai. oont ka upayog krushi kary evam pani keenchne me bhi kiya jata hai.
Similar questions