Hindi, asked by siddharthaGrover, 1 year ago

Short Essay on “Diwali” in Hindi

Answers

Answered by Shivikajain
7
bharat mein sabhi log alag alag tarah ke tyohar manate hai. jaise Diwali, holi, chrismsas aadi.
Diwali hinduo ka pramukh tyohar hai. ise roshni ka tyohar bhi kahte hai. is din log apne apne gharo ko sajate hai.  mandir, bazar ko sajaya jata hai. is din log raat ko Lakshmi ji aur ganesh ji ki pooja karte hai. tatha patakhe jalate hai. is din aasman poora sajne ko hota hai. mujhe Diwali ka tyohar bahut aacha lagta hai
Answered by sheetal2015
6
search mera priya tyohaar by Meric Balak
Similar questions