Hindi, asked by brainystar17, 1 year ago

short essay on hindi please because i don't know hindi. please can someone help me?

Answers

Answered by kvnmurty
0
Sabko pranaam. Hindi bhaasha ke baare me mein aapko thodeesi jaankaari detaa hun. Hindi hamaare desh kee raashtra bhaashaa hai. Duniaya me chinese ke baad Hindi bolnevalonkee sankhya baakee sab bhaashaaon se jyada hai.

Hindi uttar bhaarat mei jyaadaa bolee jaatee hai. Hindi bhaashaa kaa mool sankrit bhaasha hai.

Hindi bahut saral aur meethee bhaashaa hai. Hindi seekhna kafee aasaan hai. Agar humein doosaree hindusthanee bhaashaa maaloom hai, to Hindi seekhnaa aasaan hai.  vyaakaran bhee kafee aasaan hai.

Hindi bhaashaa sab school mein aur college mein sikhaaya jaathaa hai. Apanee sarkaar Hindi seekhnewalonko prothsaahan detha hai.  Hindi seekhne se ham logon ko bahut fayidaa hota hai.

Hindi mei bahut prasidh kavee hain.
===================================
सबको प्रणाम. हिन्दी भाषा के बारे मे में आपको थोड़ीसी जानकारी देता हूँ. हिन्दी हमारे देश की राष्ट्रा भाषा है. दुनियाया मे चाइनीस के बाद हिन्दी बोलनेवालोंकी सांख्या बाकी सब भाषाओं से ज्यादा है.

हिन्दी उत्तर भारत मेई ज्यादा बोली जाती है. हिन्दी भाषा कॅया मूल सांकृत भाषा है.

हिन्दी बहुत सरल और मीठी भाषा है. हिन्दी सीखना काफी आसान है. अगर हूमें दूसरी हिन्दुस्तानी भाषा मालूम है, तो हिन्दी सीखना आसान है.  व्याकरण भी काफी आसान है.

हिन्दी भाषा सब स्कूल में और कॉलेज में सिखाया जाता है. अपनी सरकार हिन्दी सीखनेवालोंको प्रोत्साहन देता है.  हिन्दी सीखने से हम लोगों को बहुत फाईदा होता है.

हिन्दी मेई बहुत प्रसिध कवी हैं. हर साल सेप्टेंबर के महीने में हिन्दी दिवास मनाया जाता है।



Similar questions