Short notes about Aadi Manav in hindi for Class 4th student.
Answers
Answered by
2
aadimanav un logo Ko kehte hain Jo us Bhoomi ke asli niwasi hai Tatha Vikas nahi karna chahte. wo Apne purane Taur tariko Se Apna Jeevan yapan Karte Hain.
unhen naye tatha vaigyanik tarikon ka istemal nahi aata.
ve anpadh aur baki logon she alag apne kabilon mein rahte hain. unhen bahari logon ka aana pasand nahi. ve sabhi se dur rahte hain.aaj jungle ke aandhadhoond katai se unka tatha unke sanskriti ka naash ho raha hai

Similar questions