Hindi, asked by Sniki3016, 1 year ago

Short story by Munshi Premchand in Hindi.

Answers

Answered by himm
10
                                                IDGAH
Ek bacha tha - Hamid. Vah apni bhudi dadi Amina ke saath rehta tha. Hamid ke mata - pita nahi the. Uski daadi Amina idhar udhar chote mote kaam kar use paal rhi thi. Vah Eid ka din tha. Sabhi bacche milkar mele me ghoomne jaa rhe the. Hamid bhi unke saath tha. Uske paas sirf teen paise the. Uske dost apne paiso ko jhoole jhoolne, khilone kharidne, mithaayiaan lene aadi kaamo me kharch kar dete hain par Hamid vah ek chimta leta hai. Kyonki Hamid ko yaad tha  kis tarah se uski daadi ke haath choolhe par roti sekte hue jal jate hain. Vah ghar jaata hai aur apni daadi ko vah chimta deta hai, taaki unke haath na jale. Uski daadi yeh dekh kar khushi ke aansu rone lagti hai ki uske pote ne koi khilone naa kharid ke uske liye chimta kharida.
Similar questions