Shree krishna bhagwan ka jeevan parichay likhiye .
Answers
Answered by
1
dwapar yug ki baat jab kans maharaj ne pruthwi par apni parakram se kabja karte hue insano ke sath bhagwan parisan karta tha us Doran debtayon ne swarg ke nibasi bhagwan bisnu ke pass pahunche aur nibedan kie ki he bhagwan dharti par sankat aya he maharaj kansa ke kahar se ham sab bebas Hein isliye aap martya par padhare aur kansa ka binas karke apna jas prapt karein uske baad bhagwan Vishnu ne kans ka behen debki ke astam garv se khudko dharan kie aur samaya ke chalte martya par apna abirvab karaye. us samaya kansa ko pratikhsya thi debki ke astam garv ki isliye wo debki aur basudeb ko bandi banarakha tha bhagwan ka janma hote hi sare bedhiyan khool gayi aur sare prahari jo kans ne lagaye the sab so gaye uska faida uthate hue basudev ne Krishna bhagwan ko mathura se gopa ko legaye bhagwan ko wohi chhodkar apne sath bijli kanya ko lekar agaye kansa ko is baat ka pata chala to wo bahut sare asur ko bheja bhagwan ko marne keliye wo sare n.a. kamiyab rahe aur mare gaye isliye kans ne dhanuyatra ka ayojan kia aur Krishna bhagwan ko amantran kie uske baad bhgwan ne mathura panhuche aur Kans ko mar kar pruthwi par dharma ka rakhsya karte hue apna jas rakh gaye..
Similar questions
English,
8 months ago
Math,
8 months ago
Social Sciences,
1 year ago
Social Sciences,
1 year ago
Social Sciences,
1 year ago