Math, asked by razamdshahid022, 3 months ago

sinβ cosβ=1 prove it​

Answers

Answered by deveshupadhyay277304
1

Step-by-step explanation:

sin²∅+cos²∅=1 hota hai

ya sin∅×cosec∅=1 hota hai

agar aap ye khna chahte ho to Sin∅=Perpendicular/hypotenuse

cosec=hypotenuse/perpendicular

let hypotenuse=H

and perpendicular be P

(P/H)×(H/P)

H se H cancel ho jayega aur P se P cancel ho jayega aur answer one ho jayega

OR

Sin∅=1/Cosec∅ hota hai

aur cosec∅=1/sin∅

to aap kisi ek ka value change kr k kr skte ho

sin ko cosec me change kroge to 1/cosec hoga to 1/cosec se cosec cancel ho jayega aur answer 1 ayega

aur agar cosec ko sin me change kro ge to 1/sin∅

×sin∅ se sin aur sin cancel ho jayega aur answer 1 ayega

agar satisfied ho to

mere ko brainlist mark kro

ye detail answer hai

Similar questions