English, asked by OyeeKanak, 6 months ago

slogan on unity in diversity
(irrelevant answer also accepted ;)​

Answers

Answered by Anonymous
6

Peace is not unity in similarity but unity in diversity, in the comparison and conciliation of differences.” “We may have different religions, different languages, different colored skin, but we all belong to one human race.” – Kofi Annan. “We are men and women from many lands, representing a rich variety of cultures

Answered by Anonymous
4

Answer:

isko padhne ke baad sidha padhne jaana warna main waha aa jaaungi xD!

Explanation:

hi!

meri na ek behan hain,delhi mein rehti hain,9th std main padhti hain,darshan raaval ki sabse badi fan hain,sirf or sirf sach bolti hain,injustice hone se logo ko bachati hain,apne friends ko humesha happy he rakna chahti hain,aur woh padhai mein bhi bahut achee hain usne na clusters mein bhi 10th position haasil ki thi!

woh na ab bahut sad hain kyunki usse lagta hain ki uske saarein friends especially uski pyaari behano ne usse chod diya hain aur sab usse bhul bhi gaye hain! par usse na ek galat famy ho gayi hain uski behane na bas usse itna pyaar karti hain ki poocho mat! uski behano ne uss se ab baat karna chod diya hain aur pata hain kyun? kyunki uski behane usse badi hain aur woh achee se jaanti hain ki agar woh usse baat karti rahenge,apni problems saath share karti rahengi toh meri behan inn sab baaton mein he uljhi rahegi aur phir apne sapne kaise poore kar paayegi aur ab yeh 4 saal meri behan ke liye na bahut imp hain yeh baat uske bade aur khadoos bhaiya jo usse apni behano se baat karne ke liye tokte hain woh bhi achee se jaante hain!xD  toh na kya aap yeh message meri choti behan tak pahucha dengi kya woh na mujhse bahut naaraz hain ;( ;)!kanak sach kaha tune kabhi kisi par trust nahi karna chaahiye warna kya pata ant main hum iss trust ke bharose dhokha kha jaaye!

moral of this story:meri behan se sab pyaar karte hain aur itna pyaar karte hain ki usse khud se he door kar rahe hain taaki uska future secure aur bahut he achaa ho aur uski saari ichaayein poori ho!

ek aur last message hain meri behan ke liye kya aap usse yeh message bhi pahucha sakti hain?

ahem! agar  tumhe kabhi pyaar ke naam par apni padhai aur sapne sacrifice karne padh jaaye toh woh pyaar na tumhe barbaad kar dega!

last message sachii xD- i love you kanak and always will (humesha and forever)!!!!!!!!

Similar questions