English, asked by chitkulwarnirmala, 9 months ago

small essay on atamanirbhar bharat​

Answers

Answered by ashaksng84
0

Do Ya Do se Adhik deshon ke bich Mein kharidna bechna Ek Aam Baat Hota Hai. Jaise ki agar Bharat ke pass Kuchh jyada hai to vah Bahar Ke deshon ko bhejta hai agar Bharat mein koi chij kam pad jata hai to Bharat Bahar Ke deshon se use kharida hai. Bharat ke lok sankhya Jyada hone ki vajah se Bharat ko bahut se chij bahar se khareed nahin padati hai Kyunki Yahan Ke Logon Ko Ho vah chij kam padta hai. Lok sankhya Adhik hone ke Karan Yahan ki Logon ki Mang bhi Adhik hai. Bahar ki deshon se chijen chijen kharidne ki vajah se Hamare desh ki Arthik samasya Aati Hai. Jo Vastu Hai Bharat dusre Desh Se Mar Jata Hai vah bhi chij Hamare Bharat mein bhi ban sakti hai. Jis Tarah Hamara Desh Kisi Bhi vastuon ki vajah se Baki Desh Mein nirbhar karta hai Hai Usi Tarah Agar Vahi chij Bharat Khud Banane Lage to Bharat Kis Ko Kisi per nirbhar karna Nahin padega vah aatm nirbhar ho jaega.

Similar questions