"Social media manav sambandho ko prabhavit nhi kr rha hain" iss topic pr plz ek debate de dijye uske points chahiye....please! hindi me
Answers
Answered by
6
Aaj ke samay main social media ķa
hum sabhi le jeevan per bohot asar hai kyunki aaj sabhi ke pass smartphone aur laptop jaisi suvidhayein hain.Ķisi bhi baat ki khabar whattsapp aur Facebook kaisi websites ka zariye poore vishwa main pahunchti hai.Her khabar per hum apni rai de sakte hain.Ye ek bohot achi uplabdhi hai humsabke liye.Halanki iske kuch nuksaan bhi hain,jaise ki ab sabhi log
apna zyadater samay mobile se hi chipke rehte hain.Per aisa kehna ki social media de vyaktigat sambadh kharab ho rahe hain sahi nhi hai.Kyunki takniki unnnati se aur logon ke zyada jagruk nagrik bannne se humein nuksaan nhi hai.Smartphone aur media ek nayi taknik hai.Abhi isiliye log iske liye utsaahit hain.Dheere dheere jeevan patri per aa hi jaayega.Mobile ke zyada istemaal de ghabrane ki koi zarurat nhi hai.Sanyam rakhein bus chote bacchon ko zyada der mobile ka istemaal na karne dein kyunki werna wo padhai nhi karenge.

Similar questions
English,
7 months ago
Social Sciences,
7 months ago
Math,
7 months ago
Art,
1 year ago
History,
1 year ago