socialmedia vardan ya abhishap in hindi about 700-1000 words in hindiplzzz answer fast!!!
Answers
Answered by
1
aaj kal social media par chatting krna aam ho gaya h. hr koi kisi na kisi se chatting kr raha hota h. social media k jarye hum desh v dunya k sampark me rahte h. hum binamile hi ak dusre se bate krte h. is k jariye hume apno se duri ka ahsas nahi hota. social media ne hume ek dusre se nazdik ker diya h. hume desh dunya mi sari jankari prapt hoti h. hum apne khali samay ko naee naee jankari prapt kerne me upyog kr sakte h. sach much social media aj k zamane m ek vardan hi h.
magar us ka galat upyog kiya jaye to o kisi abhishap se kam nahi. social media pr bachche pura din chatting krte rHte h. pure din mobile laptop k sampark me rahne se us ki ultra violet kirne bschcho k dimag aur sharir pr bura asar dalti h. dimag kamzor hojata h. aur social media pr bach he Itn busy ho jate h kiunhe is ki lat lag jati h. aur ve sara din is pr lage rahte h. jis ki vaja se ve sara din is pr hi lage rahte h. o bahr khelne tak nahi jate jis se unka sharirik vikas nahi ho pata. khel bhi ek tarha se vyayam hi h. kam umr me bachche galat sangat me pat kr apna jeevan barbad krte h. social media ka agar sahi upyog kiya jae to vardan varna ek abhishap.

Similar questions