sodium ko pani se dur rakha jata hai lakin phosphorus ko pani me sanrakshyan kiya jata hai ? give the answer with explanation
Answers
Answered by
2
Answer:
sodium Pani Se react karta hai isiliye use Pani Se Dur Rakha jata hai par Phosphorus oxygen se react karta hai isiliye use Pani Mein Rakha jata hai
Answered by
0
Explanation:
sodium ko pani se dur isliye rakha jata hain kyuki jab ham sodium yaani salt ko pani mein mix karte hain to voh ghul jata ha isliye use dur rakha jata hain, or phosphorus jo ki ek kamzor metal hain jab voh pani me rahata hain to voh react nahi karta,par jab hum use pani se bahar nikalte hain to hawa yaani oxygen O2 se react kar aag ke roop main badal jata hain isliye use pani main rakhte hain
Similar questions