Math, asked by narendraram1968, 5 hours ago

some tips before starting 11th™️➗➖➕✖️

Answers

Answered by vaibhav0506
5

Agar toh PCM lega bro toh ye steps follow Karna.

Kuch jyada hi likh diya hai pura padhna.

Important bat :- Kuch log 11th class ko seriously nhi lete vo sochte hai ki ye toh 11th hai isme kya padhna 12th mai padhenge. Iss Karan unka 12th ka result kharab aata hai. Kyunki 11th class 12th class se bhi jyada hard hoti hai and 11th class 12th class ki base hoti hai.

Jab 10th se 11th mai move karte hai toh syllabus bhut increase ho jaata hai. 10th mai Science ki ek hi book hoti hai usme bhi 200-300 page hote hai but 11th class mai Physics ki 2 book hai and chemistry ki bhi 2 book hai and ek book mai 200-300 page hai.

11th class mai new concept aate hai . Har subject mai new concept aate hai. Jo 12th class ka base hota hai.

Agar 11th mai toh seriously ho kar nhi padhega toh 12th mai marks kam aayenge.

Totally , Tujhe 11th class ko seriously lena hai. ek dam man lga ke padhai karni hai. And tujhe mentally prepare rhna hai 11th class ke liye kyunki syllabus increase hoga and new concept aayenge.

Now see above Picture.

Attachments:
Similar questions
Math, 5 hours ago