Son aur Narmada ka Pranay Katha
Answers
Answered by
0
Answer:
shod or narmada ka pradya katha
Explanation:
narmada ki saheli juhiya ne sab gadbad Kar di narmada juhiya ko duti banakar shod ke pass bhejti thi l lekin shod ke vektitv par juhiya magn ho gyi thi l juhiya ne Narmada ka rup lekar shod ka varn Kar li l jab narmada ko es baare me pta chala to vah krodh ke maare ulte Pau lout gyi l or paschim ke or chali gyi l udhar shod ko jab es rahshiy ke baare me pta Chala to vah bhi virh hokar amarkantak ke ucha sikhar se chalang lga liya or purb ki or virh hokar Chala gya l
narmada or shod ke es pradya katha ko duniya aaj bhi yad karti h
Similar questions