English, asked by joyvegeto6752, 1 year ago

Speech on swachhataye seva

Answers

Answered by jahidsonu
0


samajseva ek aesa karya hai jisse humare man ko shaanti milti hai. hum bhale hi kitne ameer kyun na ho lekin jo sukh humein doosron ki seva ya samaaj seva karne me milta hai wo sukh saare sukhon se alag hota humein log apna aashirwad aur duaein dete hain . wahi ek sachha sukh hota hai . Mahatma Gandhi ko aaj kaun nhin jaanta hai??? unhe unki pahchaan samaj ki seva karna ke kaaran mili hai .  MOTHER TEREASA  jo logon ki itni seva karti thin tabhi wo aaj amar hain ... samajseva mein hi sachha sukh hai .. iss duniya me to sabhi aate hain aur chale jaate hain lekin kuch hi log aese hai jinke jaane ke baad bhi hum unhe yaad karte hain jaise MAHATMA GANDHI, PANDIT JAWAHAR LAAL NEHRU aai.. isliye humein kuch aesa karna chahiye jisse hum hamesha amar rah sakein ,, aur ye hum logon ki seva karke hi paa sakte hain.. isliye humein doosron ki seva karni chahiye agar seva na ho sake to kuch paison ki madad hi kar deni chahiye

p
Similar questions