Hindi, asked by SiddhantSharma8160, 1 year ago

story format in hindi of the poem- एक फूल की चाह by ​सियारामशरण गुप्त

Answers

Answered by Anonymous
0
Ek phool ki chaah ek masoom se gareeb dalit bacche ki kahani hai.Wo baccha kewal Mandir main eshwer ke darshan karke unke charno ka phool lana chahte tha.Per baccha bimaar ho gya.Isiliye usne apne pita se kaha ki wo uske liye phool le aayein.Per samaj main vyapt jaativaad ki bediyon ne uske pita ko jakad liya.Mandir main maujood samaj ke thekedaron ne uske pita ko buri tarah maara peeta aur Mandir se dhakka deker nikaal diya.Itni der main ye masoom bacche ki maut ho gyi.Bechara dalit apne bacche ki antim iccha poori nhi ker paaya.
Similar questions