Story name- Vijay parv by Ram kumar verma
please give me a short summary of it in hindi
Answers
Answer:
Yeh ek brave larke ki story jiska nam hai balkaran. story hai ki us din uska birthday tha and uski maa uske liye bhot mithai or khir bana rhi thi toh balkaran doodh lene gaya itne mein kuch daku aye jinme unka sardar bhi tha. un dakuo ko dekh kar sare gao Wale dar se idhar udhar bhag rhe the and ek gao wala balkaran ki maa ko lekar taykhane mein chhup gya. and woh daku balkaran ke ghar ake sab utha ke fekne lage or sari mithai bhi kha gye. tabhi balkaran aya or un dakuo ke sardar se mila. us sardar ne balkaran ke hath se doodh lekr pi gya. fir usko Marne ki bat Kiya toh balkaran ke pas ek chaku tha jo usne subhe hi tej ki thi. usko dikha kar balkaran ne us sardar ko kaha ki mai tumse nahin darta chale jao yaha se warna... toh sardar ne balkaran ko bhot darane ki bhot koshish ki par woh nhi Dara. toh sardar balkaran ki himmat dekh kar usse wada karke gya ki fir kabhi woh us gao mein nahi ayega. fir uski maa ayi or uspe bhot proud feel Kiya.
Story bhot badi thi but fir v Maine try Kiya short mein samjhane k liye...
I hope this may helps u ✌️