English, asked by siddeshwar8648, 10 months ago

Story on Guddu a poor boy

Answers

Answered by hemlatas441
1

Answer:

guddu bahut si garib parivar se belong karta tha vah kafi pareshan hai tatha apne maa baap ko lekar kyunki vah chahta tha ki main aage per lekin unke mummy papa ke pass paise nahin the use padhaane ke liye pahle vah padhakar tatha 8th class mein lekin uske kuchh din bad uske Papa ka accident Ho Gaya jiski vajah se jitne paise ek khate hue the vah sare use accident mein lag Gaye isliye ab guddu ko padhaane ke liye itne paise nahin ki vah padh sake lekin vah ghar mein hi copy lekar baith jata hai kabhi kuchh word meaning yad karta hai to kabhi akhbar padhne lag jata hai aur neighbours se akhbar lekar aata hai aur padhna chalu kar deta hai jab tak Koi vyakti apni Mano ichcha se padhna na chalu Karen jab tak usmein dimag nahin aata padhai ko lekar hamen kabhi bhi darna nahin chahie hamen hamesha sanchar hona chahie padhai ko lekar yah sochana chahie padhaai se jivan nahin jivan se badhai hai

Explanation:

kahate kahate Hain Na dialogue

padhoge likhoge banoge nawab

kheloge kudoge honge kharab

Similar questions