strivadi itihass lekhn matlab kya?
*. strivadi itihass lekhn matlab striyon ke drishti kon se itihaas ke liye kiyi gayi punrchna. itihaas lekhan me purush pradhan drishti kon ka prabhaav jada tha isliye ispar punar vichar ho aur striyon ka antrbhav keliye "sima- the- bowha" is french vidushine itihaas lekhan me striyon keliye bhumika kiya iske baad itihaas lekhn me strivadi itihass lekhn is vichar ka savikar kiya gaya aur striyon ke sambandhit nokri, rojgar, tredyunian aur unke kotombik jivan ispe vichar aur sanshodhn suru hua. badme 1960 me "stri" ye ik swatantra varg likhne pr jor diya gaya. isehi strivadi itihass lekhn bolte hai
Answers
Answered by
1
Answer:
I DONT KNOW THIS QUESTION
Explanation:
SORRY
Similar questions