suatantrata divas ar nibandh
Answers
Answered by
1
15 agast hamara suatantrata din hai.
1947 se pahle hamare desh main
angrejo ka raj chalta tha.hamare
desh ke anek logo ne azadi pane ke
liye andolan kiye.anek desh bhakt ne apani jan bhi dedi.15 agast 1947
ke din hamara bharat azad hua.tab
se lekar ham sab suatantrata din
ke nam se jante hai.
yah din ki khushi main ham
shala main dhvaj vandan karte hai.
vaha rastra geet bolte hai. sanskrutik karyakram ka ayojan hota hai.dilhi main hamare p.m. lal
kille par rastra dhvaj ko salami dete
hai. yah din par azadi ke ladvaiyo ko yad karke anjali dete hai.radio
aur t.v. par karykram dikhate hai.
Similar questions