Hindi, asked by gghotmail6906, 11 months ago

Subah uthne se kya hota hai

Answers

Answered by Anonymous
0

Answer:

Explanation:

Benefit of wake up early morning agar aap ko der raat tak sona aur subah der se uthne ki aadat he aur aap ise change karna chahte he par apse ye possible nhi ho rha he because yahi problem sabhi ki hoti he der se sona der se uthna subah jaldi uthane ki kosish kare.morning me neend achchi aati he isiliye sona ka man karta he but ye habit apke liye future and career ko kharab kar sakti hai.Subah jaldi nhi uthne se apka mind fresh nhi rahta hai,

jisse apka kisi bhi kaam me mn nhi lagta he aur use pura nhi kar pate hai. Agar aap janana  chahte hai ki subah uthne ke kya fayde(benefit of wake up early morning) to ye article pura padhe jisme apko subah jaldi uthne ke 5 fayde bataye gye hai.aking up early morning Subah jaldi uthane se mind fresh rahta hai, jisse ki laziness nhi rahta he aur hum study me concentrate kar pate hai, aur kisi bhi kaam ko karne me man lagta hai.

Subah jaldi uthane se aap active rahte he and jisse ki apka padhne me man lagta hai, and padha hua der tak yaad bhi rahta hai.

Fresh & active hone se aap kisi kaam ya apko aaj  kya padhan hai aur kab padhna hai iske liye easily planning bhi kar sakte hai.2. Healthy

Healthy rahne ke liye sabse achcha tarika subah ki hawa hai, sham-subah ki hawa sawa lakh rupay ki dawa, aisa hamare purvaj kahte hai.

Subah jaldi uth kar apko 1hours kisi khule jagah me walking kare ya yoga kare, because subah ki hawa fresh hawa hoti hai.

Fresh hawa lene se apki lungs healthy rahti he aur apke face par glow aaygi jisse ki aap long time young dikhenge. Subah ki hawa lene se aap apni life long time tak jee sakte hai.

Time

Subah jaldi uthane se apko time zyada milega jisse kisi bhi kaam ko karne ke liye perfect hoga and uske liye time set kar sakte he aur zyada se zyada kaam ko complete kar sakte hai.

Subah jaldi uthane se time zyada hone karan aap zyada khana khaynge. Koi bhi kaam ko complete karne ke baad apko confidence milegi jisse ki aap apne goal ko easily achieve kar sakte hai.

Time zyada milegi to aap entertainment bhi kar sakte he movie, tv, song, social network bhi use kar sakte he.

5. Happiness

Subah jaldi uthane se apka mind fresh rahega to apki feeling happy rahegi, subah uthne ke baad aap sabhi kaam ko easily karenge jisse aap bahot khush rahoge isiliye happy rahna he to subah jaldi uthe.

Happy rahna apke confidence ko bhi increase karta hai. Jab aap happy rahte ho to apki thought positive rahti he jisse ki aap apne goal ko achieve karne ki power active ho jati hai, aur aap apne goal or target ko achieve kar lete hai.

Answered by migana
0

Answer:

बेशक सुबह-सुबह की नींद का मजा ही कुछ और होता है। लेकिन यकीन मानिए, इस मजे को त्यागने के फायदे भी कुछ बेहतरीन हैं। अगर आप अब तक अनजान हैं इनसे, तो आपको तुरंत जानना चाहिए, सुबह जल्दी उठने के 5 बेहतरीन फायदे...

1 सुबह जल्दी उठकर आप अतिरिक्त ऊर्जा पा सकते हैं, जो दिनभर आपको ऊर्जावान बनाए रखेगी, साथ ही खुशनुमा एहसास से भर देगी। आप सकारात्मकता महसूस करेंगे सो अलग।

2 जल्दी उठने का एक बड़ा फायदा यह है, कि आपके पास समय काफी होता है, और दिनभर में ज्यादा से ज्यादा चीजें कर सकते हैं। आप खुरद के लिए बेहतर समय निकाल सकते हैं।

3 जल्दी उठना, दिमाग की सेहत के लिए तो बेहतरीन है ही, आपकी एकाग्रता को बढ़ाकर आपके लिए भी यह बेहतरीन साबित होता है। अगर पढ़ाई या ऑफिस के कुछ काम या पेपर वर्क हैं, तो सुबह इन्हें एकाग्रता के साथ खत्म कर सकते हैं।

4 सेहत के लिए सबसे बेहतर समय सुबह का होता है, जब आप एक्सरसाइज के साथ-साथ योगा करते हैं, यह पूरे दिन आपको फिट और मानसिक रूप से शांत व एकाग्र रखने में सहायक होता है।

5 सुबह जल्दी उठकर अगर आप हल्दी धूप को ग्रहण करते हैं, तो आपको कभी हड्डी व जोड़ों से संबंधित समस्या नहीं आएगी। वहीं सुबह-सुबह का वातावरण और ऑक्सीजन अपके स्वास्थ्य के लिए फायदेमंद है।

वेबदुनिया पर पढ़ें

समाचारबॉलीवुडलाइफ स्‍टाइलज्योतिषमहाभारत के किस्सेरामायण की कहानियांधर्म-संसाररोचक और रोमांचक

Similar questions