Sumit lekhak ka upar gusaa kyun hona laga
Answers
Answered by
20
Answer:
sumati lekhak ke upar gussa isiliye hone laga kyunki jo ghodalekhak ko Mila tha vah bahut sust tha jiske Karan vah samay se use sthan per nahin pahunch sake aur apne Marg se bhatak Gaye . Unhen aate aate sham ho gai isiliye sumati ko bahut gussa aaya parantu jitna jaldi unhen gussa hua tatha utna hi jaldi shant ho jata tha
Explanation:
hope it helps and for more instant answers at anytime anywhere just follow me
Answered by
3
Answer:
kyun ki lekhak ka ghoda bahut hi dheere chal raha tha or wah unse piche hone ke karan rasta bhatak gaya tha jis karan vah sham ko pahuncha or use sumati ke gusse ka shikar hona pada
hope this helps you ;-
Similar questions