Hindi, asked by jagruti1011, 1 year ago

sumitranand panth ji kalpana ke sukumar kavi hai- spasht kijiye

Answers

Answered by VRITISAGAR
3
sumitranandan panth kalpana ka sukumar kavi hai kyonki uske dwara rachit kavita parvat pradesh mein paavas kalpna se bharpur hai. kavi yeh kalpna karta hai ki parvat par uge hazaron ful parvat ke netra hain saath hi kavi parvat ka aakar kardhani ke aakar jaise hone ki kalpana karta hai. kavi yeh bhi kalpna karta hai ki talab mein aag lag gayi hai jo keval kalpna mein hi sambhav hai . 


jagruti1011: meaning of kardhani
VRITISAGAR: सोने-चाँदी आदि से निर्मित एक आभूषण जो कमर में पहना जाता है
AmitParkash: devanagari
AmitParkash: Right answer
jagruti1011: ok yahnks
VRITISAGAR: welcome
Answered by AmitParkash
2
पंतजी का आरंभिक काव्य प्रकृति प्रेम और शिशु सुलभ जिज्ञाषा को लेकर प्रकट हुवा है ।उनकी आरम्भिक रचनाये प्रकृति और सौंदर्य के प्रेमी कवी की संवेदनशीलता अभिव्यक्तियों से परिपूर्ण है।इसलिए इनको कल्पना के सुकुमार कवी कहे जाते है।☺
Similar questions