Hindi, asked by rharsh, 1 year ago

sumitranandan pant ji Kalpana se sukumar Kavi kaise hai spasht kijiye

Answers

Answered by Singhsuhani
3
sumitra nandan pant ji ki kavitayein romanch aur prakrtik saundarya ko apne ankhon-nirakhne ki anubhooti deti hain.Mano hmare aas pas ki sbhi deewarein vileen ho gyi hon. Hum kisi aise ramya sthal pr chale gye hon jhan phadon ki apar shrinkhla hain,aaspas jhrne bh rhe hain aur hm usi me leen rhna chahte hain.

parvat pradesh me pavas me bhi kavi ne sajeevikaran kr kavita ka sohard bdhaya hai jaise pahar ka khud ko niharna,jharno ka gaan krna adi jo kavi ke kalpana ko darshati hai.
Similar questions