Hindi, asked by Mayaaax, 1 year ago

Summary for jharihar kaka

Answers

Answered by sharmaniyati2002
2
Iss kahani me harihar kaka ka koi santan nhii hai ar veh kathavachak ko hi apne putra k saman pyaar krte hai. Gaav k logo me thakurbhari k prati kaafi samman hota hai. Veh log apne sabhi kaamo ka shrey thakur ji ko dete h. Mahant ar unke pujari harihar kaka ko agvah krlete hai ar unke anghutho k nishaan jabran kaagaz pr lete hai. Agyaanta ki stithi me harihar kaka mrityu se dar jaate hai. Parantu jab unke bhai bhi unke saath aisa hi vyavhar krtee h tb veh mrityu ko bhi varan krne ko taiyar ho jaate hai. Aakhiri me harihar kaka yeh nirnay lete hai ki jeete jee veh apni zameen kisi k naam nhii krenge.
This is the short summary of this chapter. Hope it will help u in some way..
Similar questions