Hindi, asked by ybhotmagey, 1 year ago

summary for sana sana hath jodi

Answers

Answered by Anonymous
12
sana sana hath jodi kavita main lekhika na sikkim sheher ki alokik khoobsurati ko darshaya hai.wahan le log behad mehnat hain wahan ki mahilaayein pathar todto aur sadakein banati hain.unkki Peeth per tokriyon main chote chote bache bhit hote hain.in logon ke kathod pariksham ka karan hi wahan ke logon ne gangtok ki khobsoorati abhi tak kahan hai.gangtok main agar kisi Buddhist vyakti ki m rityu ho jaata hai
to wahan ke log usski aatma ki shanti k liye wahan safed dhwaj lagate hain unhe hatana nhi padta vo apne aap hi gayab ho jaate hain
l
Similar questions