Hindi, asked by samznair6634, 1 year ago

summary of antim daur 2 Bharat ki khoj Class 8​

Answers

Answered by Jasleen0599
13

Pehle vishwayuddh k dauran rajniti utar chadaw sahan kar rhi thi. Congress ne tatkaal kayi niyam ghoshit kiye the. Jab vishwayuddh samapti hua to bharat me akaal pad gya. Kisaano ka kaafi had tak nuksaan hua. Gareeb varg ko kaafi haani pahuchi.

Gandhi ji ke aagman ke baad log shanti or satya ke marga par chalne lage. Logon ko unhone bhaybheet rehna sikhaya Or iss tarah ek shaktshaali jiski niva satya thi, uss desh kisi khoj hui. Vah desh Bharat hai.

Similar questions