Summary of Internet kranti in hindi
Answers
Answered by
3
antarjaal ke aane ke baad duniya ka sampark karne ka thareeka poora hi badal gaya hai. pehle ke dino mien jaha ek patr bejne ke liye hafte aur mahine lagte the, telegram aane ke baad thoda sa saral ho gaya paranthu woh bhi mehenga aur bade shaharo mein hi uplabd tha aur ham sirf apna sandesh hi bhej sakte the.
parantu antarjaal ke aane ke baad sirf sandesh hi nahi hum apne saare vyapaar, vanijya, aur kary kalaap bhi iske dwara poora kar rahe hai. jahan kisi ko apna tasweer bijane ki kaam mushkil kaam tha aaj antharjaal ki waje seh hum chalan vidyabhyasan kar sakte hain. duniya ki saari khabar rakh sakte, aur apne gyan ko baant parakh aur paa sakte hain.
Similar questions