Hindi, asked by harshil9949, 1 year ago

summary of maativali of kritika of class 9th

Answers

Answered by sandhyajatwer
4
Mati Wali ek budhi aurat thi Jo matakhan SE Mati Lati thi uska apna ghr nii tha ek jamindar ki jamin pr ek choti jhopadi me rahti thi . uska ghr matakhan SE bhut due tha. uska ek Budha bhi tha. vah rojana lal Mati lekr ghr ghr lipayi krti thi aur jo kuch roti ya kuch bhi milta use adha kha kr Apne budhe ke liye le jati thi .
uski lipayi kre bina ghro Ka chulha nii jalta tha .
vah Apne bhudhe ke sath sukhi roti kha leti thi . kyoki bhukh mithi Hoti h bhojan SE. jab bhukh lgti h to beswad bhojan bhi swadisth lgta h aur bhukh na ho to swadisth bhojan bhi beswad lgta h . ek din bhudhe ki mrityu ho jati h . aur use samsan ghat tk lijane ke paise nii the . use beghr kr Diya gya kyoki Uske pass ghr aur jamin ke kagaj nii the . vo garib aur anpadh thi .
Similar questions