Hindi, asked by sahil84, 1 year ago

summary of netaji ka chasma in hindi

Answers

Answered by Anonymous
59
netaji is chashma ek chote se kasbe ki kahani hai.kahani ka sutradhar haldhar sahab hain unhe har pandrah din main ek kasbe se guzarna padta tha.chote se gaon main ek ladkon ka school aur ladkiyon ka school tha aur nagarpalika thi .ek baar wahan netaji subhash chandra Bose ki murti Banwayi gyi per chashma nhi.laga.per baad main ek boodhe chashma ke frame bnane wale ne chashma laga diya.jab bhi koi netaji ka design ka chashma maangta to chashmeqala netajiwala chashma usse becht data aur netaji ke koi naya chashma lga data.ek baar chashmeqala ki m rityu ho gyi to haldharji ko laga shayad ab koi bhi netaji ko chashma nhi lagayega per
unhone dekha k waha bacchon ne baans is chashma bna ka laga diya tha.yet dekh unki àankhein bhar aayein.
Answered by CandyCakes
0

Answer:

your answer is the attachment

Attachments:
Similar questions