Summary of nishthur anukampa
Answers
Answered by
17
Answer:
Iss kahani nishthur anukampa mein, yah bataya gaya hai ki kuleen parivar ki kamaai kam hoti ja rahi thi par phir bhi ve 4 bhai koi kamai nahi karte the. Jab unke ghar ek mehmaan aya, tab unhone na khaane ka bahana bana liya aur chauthe bhai ko koi bahana nahi mila, isliye use mehmaan ke saath khane ke liye bethna pada. Par har cheez ko usne mana kar diya. Jab mehman ko yah baat pata chala ki ye log ped ke phal kunjadin ko bechkar paise kama rahe hai, tab usne vah ped kaat diya. Phir chaaro bhaiyon ko kam karna hi padaa. Kuch mahino bad jab vah mehmaan phir ayya tab uss parivar ne usse shukriya kaha kyunki usski yojna ke karan hi
Explanation:
tq
Similar questions