Hindi, asked by vlahoty, 1 year ago

summary of sona by mahadevi verma​

Answers

Answered by asamdisahal
3

Answer:sona hirni mahadeviverma k ek paltu hirni thi.wo hirn atyant khoobsoorat thi.uska rang sone ki tarah chammkeela tha.jab veh ek shavak thi arthat chot thi tab bh uski badi badi aankhen sabka man moh leti thein.lekhka ko veh shavak kisi jan pehchan wali balka ne diya tha taaki uska ach tarah palan poshan ho sake.mahadevivermaji ko jaanwaro k prati atyant lagav hai.

                                                                                                                             isi karan vo us adhmare shavk ko apnane se mana nhi kar paayein.usse din raat ksi bacche k tarah uski dekh bhaal karti usko glucose deten doodh deti.dheere dheere us hrni k shavak mmain jaan aayi.dheere dheere sona ne har ksi kA MANN MOH lya chahe manushya ho ya jaanwar.mahadev vermma ji k ghar main aur bh paltu kutte khargosh sab the.sona ne sabse dosti karli.dheere dheere sona bad hone lagi usse apni prajati k jeevon ki talash hone lag ab balyakal wale khel uska man nh rakh paate the vo bore ho jaati thi.

ek din mahadevivermaj ko kisi kaam se bahar jaana pada to vo sona ko sang nh leja paayein unhone apne naukaron k bharose usse ghar main  rehne dya aur chal gyi.per jab vo wapas aayen toh un he ek dukhad samachar mila k sona hirni ki mrityu ho gyi.

unhone thaan liya k kabhi hirni nhi paalungi per ek baar fir ek aur hirni ka shavak unke paas aa gya

Similar questions