Hindi, asked by sohamdas207, 8 months ago

summary of the hindi poem chinti by sumitranandan pant. ​

Answers

Answered by Lalitya31
3

Answer:

  • Hindi saahitya mein prakruti ke sukumar kavi ke Roop mein prasiddha sumitranandan pant ne keval apne up naam Sarthak, hi nahin Banaya par apitu ve Prakriti ke chintere Hai..
  • Kavi prastut Kavita mein Chinti par Ujala Dal rahe hain...
  • pant Apne Kavita Mein pahle pankti Mein hi Pathak ko prashn Karte Hain Ki ki kya unhone Kabhi Chinti Ko Dekha Hai?
  • Chinti Ek Saral viral Kali Rekha ke roop Mein paribhashit ki Ja sakti hai arthat pankti Mein Chalti Hui a chittiyan Ek Saral viral Kali Rekha ki tarah Dikhai Dete Hain....
  • Jis Prakar Andheri ke Saman arthat Kale Rang ka dhaaga hilta rahata hai vaise hi baby hilti pankti Mein Chalti rahti hai.... Uske peg bahut hi Chote hote hain vah chhote chhote peg bharte Hue mil Milkar Aage badhati hai... Chinti Se Apna bhojan chunte Hain.... pant ka Manchitra per Kavita likhate likhate palakon Ki Tarah sochte.... Kavi Chinti ko ek Aisa pratit Kahate Hain Jo Gay ( cow) Chara rahi hai dhup Khila rahi hai....
  • aisa pratit hota hai ki vah bacchon ka bhi dekhbhal karti hai vah atyant nirbhar hai aur Aane Wale satron Ka Samna karti hai... vah Veerta ke sath ladki hai aur samuh ke sath Chalti Hai Kavi ko aisa lagta hai ki Uska Ghar Aangan bhi hai aur vaha Janpad saaf karti hai... vaha Kushal Vastu ka Arth hai iska Hamen Uske dwara Chali Hui Mitti ke Bane Sundar gharon ko dekh Hota Hai....
  • Jaise vastunirman koi Shilpa Vastu ka Karta Hai uski tulna Chinti Se Kabhi Nahin Ki Ja sakti Chinti ke Durg Mein Mahal Mandir Rasta Angan Gaushala Aadi vastuon hain aur Khadya Bhandar bhi hai...
  • Chinti Laghu Bindu ki bharti Hote Hue bhi Apne Dal Ke Anek sadasyon ke liye Shivir Nirman karti hai... uska Banaya vah Durg Kothari aur Vishal Margo ke liye Jana jata hai.... nirantar kathinai ka Samna kar sat Amarnath kar Aage badhati Hai Jab Kabhi Kahate Hain Ki Chitthi Ek Samajik prani Hai vah Kahate Hain Ki usmein manviy good Hai Jo Ek Parivar Samaj ke liye jaruri hai kabhi Kahate Hain Ki Chinti apni ajivika ka sangrah aashram Karke aparajith Karte Hain
  • Kavi Kahate Hain Ki usmein Ek acche Nagrik ke jitne good Hai Sabhi prapt Hai Chinti Samajik shramjivi Vasu Nagrik visheshano say sawara hai aur use uchhtam star per pahunchaya hai

pls respect my answer at least if not my speech

Answered by Glorious31
4

Answer:

kavi kehte Hai Apne Bal par khade rahe aur acchi baate sekhe Chinti see....

# left brainly?

# ask some questions..

Similar questions