Hindi, asked by dampu68, 1 year ago

Summary of the lesson papa kho gaye in hindi language

Answers

Answered by Anonymous
56
"Papa kho Gaye" ek behad rochak air manoranjak natak hai.Is natak main ek ped,khambha ,letter box aur poster wali ladki mukhya kalakaar hain.Ek baar ek baccha chor ek choti si ladki ko utha lata hai to khambha , letterbox aur ped us bacche ki suraksha ko lekar chintit hote hain.Fir wo bhoot bhoot chillaker baccha chor ko bhaga dete hain.Fir agle din ped aur khambha tede ho jaate hain aur ek note likhte. hain "Papa kho gye" taaki koi bacchi up police station le jaaye aur police usse uske ghar pahunch de.
Similar questions