Hindi, asked by diyanu, 1 year ago

Summary of the poem. (हिंदी)

Attachments:

Answers

Answered by navtikakapoor
8
Sorry I have to type in hinglish but plz understand

Pad k kavi ka naam raidaas h
(1)
unhone phle pad me bhagwan tatha unke bhakt k sambandh k baare me warnan kiya h unhone bhut si chizo me dono k beech ka sampark btaya h jaise ki tum chandan hum paani arthat bhakt paani h jisme koi sugandh nhi hoti h parantu we chandan h or jab ye milte h to pure jagah khusboo phle jaati h isi tarah unhone or kai chizo se undono me tulna ki h

(2)

Dusre pad me unhone bhagwaan ko shrest bta kr kha h ki tumhare alawa aisi madad or kon kre tum garibo ki madad krte ho or tum is sansar ne kisi se nhi darte tum bin aisi madad or koi nhi kr skta tum him San k prabhu ho or hamesa humari madad krte ho tumne naamdev , kabir , sadhna jaise neeche jaat ke wyaktiyo ko bhi mahan bnaya h

navtikakapoor: Ur welcome plz mark brainliest ans plz
Similar questions