Hindi, asked by shamsherali07860, 10 months ago

summary on Nana sahib ki putri ​

Answers

Answered by barlasneha
1

Explanation:

Nana saheb ki putri devi maina ko bhashm kar diya gaya 1858 ke swatantrata sangram se sambandhit balidaan katha hai isme nana ki kishori beti ke saath hue krur atyachaar ka varnan hai.

San 1857 ke sangram ke vidrohi neta dhundhupant nana saheb asafal hone par bhage toh apni beti maina ko na le jaa sake. maina bithoor me sthit unke Mahal me rahti thi.

Idhar sangram ki samapti par angrezon ne kaanpur me bhishan hatyakand kiya. Uske baad ve bithoor pahunche. Unhone nana saheb ka raajmahal loot liya. Lutne ke baad unhone Mahal ko bhasm karne ke liye topen lagayin

Similar questions