summmry of khushboo rachte hai haath
Answers
Answered by
7
khushboo rachte hai haath kavi arun kamal ji ki ek kavita hai. Es kavita mein unhone gandi jagahoon par stith agarbati ke karkhano ke bare mien bataya hai. kai gallion aur nalon ke paar kude se bhari jagahon par agarbati ke karkhane hein. En mien kaam karne wale logon ke haath rasayano mien dubane ke karan badi bure avastha mien hote hien.
es tarah duniya ki sabse badbudar jagah par duniya ki sabse aachi khusbo raachte hain haath.
es tarah duniya ki sabse badbudar jagah par duniya ki sabse aachi khusbo raachte hain haath.
Similar questions