Hindi, asked by amanbarak786, 1 year ago

Super power k roop mein bharat per essay ki bhumika in hindi

Answers

Answered by MotiSani
0

भारत एक विकासशील देश है और साफ तौर पर भारत का विकास बहुत तेज़ी से हो रहा है। इस विकास में केवल किसी एक चीज़ का हाथ नहीं है बल्कि सभी उद्योग और सभी एजेंसी इस विकास में भागीदार हैं।

भारत भले ही विकासशील क्यों ना हो परंतु इसकी तकनीक विक्सित देशों से अधिक ही है। भारत की सुरक्षा प्रणाली बहुत ही सशक्त है और इसी कारण भारत का विश्व में एक दबदबा है। विक्सित देशों से हाथ मिलाने पर भारत की छवि और मजबूत होती जा रही है और भारत विश्व में अपनी अलग पहचान बना रहा है।

Answered by Anonymous
0

Answer:

Bharat ek supower

Explanation:

Bharat desh aaj vishav ke sabse bade deshon main se ek hain.Aaj Bharat. ek superpower hai.Yeh poora vishav main siddh to gyi hai.Isiliye aaj Bharat ko sabhi bade deshon

ka samarthan prapt. gai hai.

Picchle kayi saalon se Pakistan Bharat main aatankwad faila raha tha.Magar aasha hai ki article 370 hatne ke baad Kashmir main halaat zaroor badlenge.

Ek desh ki unnati ke liye bohot

zaroori hai ki poore desh main ekta ho.Aaj social media ke aane ke baad

log khulker desh ke baare main discussion karte hain aur apne Vichar bhi vyakt karte hain.

Humein apne desh ko tarakki me aasmain per lejaane ke liye bohot mehnat karni chahiye.Jo job mile sahi kee lena chahiye taaki hum desh ki arthvyavastha up aage badhne main madad karni chahiye.

Aaj hamari sena ke pas bade bade aircraft,atom bomb ,nuclear bomb hain.Hunein kisi bhi desh se darne ki zarurat nhi hai.

Similar questions